Our Conversation last night:
Ansh: Mumma main bade hookar cobbler ban sakta hoon?
Mumma: haan, kuch bhi ban sakte ho
Ansh: To kya main fireman, painter aur carpenter bhi ban sakta hoon.
Mumma: Haan aur doctor bhi ban sakte ho
Ansh: Nahin, agar main doctor ban gaya , to aap mere se darroge.Lekin main aapki tarah officer to ban sakta hoon
Mumma: Haan
Ansh: To phir main aapke BOSS bhi ban sakta hoon?
Mumma: Haan.
Ansh: Tab main aapko "Monika" bolonga.
Mumma: Yes baby. (& Ansh gets a big hug!!)

No comments:
Post a Comment